friends...i find this song extremely thought provoking....read it as poetry....i hope you will love it too...am finding new meanings......
*******************************
mere man ye bata dey tu..kis or chala hai tu..
kya paya nahi tu ne..kya dhoond raha
hai tu...
jo hai unkahi...jo hai unsuni..
wo baat kya hai bata....
Mitwaaaaa....kahe dhadkane tujh se kya..
Mitwaaaa....ye khud se to na tu chupa...
jeevan dagar mein, prem nagar mein,
aaya nazar mein.. jab se koi hai
tu sochta hai, tu
puchta hai..
jiski kami thi, kya ye wahi
hai..........
Haan ye wahi hai...haan ye wahi hai....
tu ik pyasa aur ye nadi hai...
kahe nahi, isko tu, khul ke batae
jo hai ankahi,jo hai an suni...wo baat kya hai bata...
Mitwaaaaa kahe dhadkane tujhse kya...
Mitwaaaaa.......ye khud se to na tu chupa....
teri nigahen...pa gayi
raahen..
par tu ye soche..jaun na jaun..
ye zindagi jo…hai naachti to..
kyon bediyon mein
..hai tere paanv..
preet ki dhun pe ..nach le pagal..
udta agar hai, udne de aanchal..
kaahe koi,apne ko,
aise tarsaye…
jo hai unkahi...jo hai unsuni...
wo baat kya hai
bata.....
mitwaaaaaaaaaaaaa!