Aaspaas bikhri bhavna ko
Shabdo ki dor mei piro kar
Abhivyakti ki ek mala
Tumhare gale mei
Daal doon,is aasha se ki unki sugandh
Se madmast ho kar lakdkhadati hui
Tum mere aalingan mei bandh jao!
Bahupash mei tumko bharkar,baadalon mei pairo ko rakh kar
aakash
mei tairte neele aakash ki chunar
Mei lapet kar tumko,rui jaise
Baadalo ke faho se tumhare
Sunhare badan ko sehlaun,
Saanjh ke dhalte hue
Sinduri suraj se tumhari
Bindi sajau,tumhare hoton ki
Khilkhilahat aise bikhre aakash mei
Ki aakash
Ka daman taaron se jagmaga uthe !
Jhonka hawa ka mand sa ban kar mein
Tumhare jism se lipata rahu
Sehlata rahu chuta rahu aur
Kano mei
Kuch phusphusata rahu
Badalon ki garjana ke geet fir kuch chhed
kar
Aag se teri mei apne aap ko
Jhulsata rahu!
Badalon se fir khanakti boond paani
Ki banu,jism per tere ludak kar
Badan tera chum loon, maathe ko
Chumu,palko ko chu
loon,gaalon par khilu,
Hothon par kuch der tak ithlaya rahun,
Fir Tumhari garden ko chumu,
fir wakh(chest) ko apne neer(pani) se
gila karun,
pure badan per tumhare aisa giru,gila karun,
kin a tum raho na mai rahu.Jism dono ek ho jayen,
aatmaen fir pighal kar sang ho jayen!
Sambhog ki charam seema par,
Cheekhna chaho magar wo cheekh kewal
saanso ki
Siski mein dab jaye,mein tumhare badan
ko chuma karun
Tum bhinch kar hoth apne,band karke
Aankh apni,tairti raho anant aakash
mein,
Ishwar ke paas mei,
samadhi ki sankshipt si aas mein!
Tumhare wakchh ko chumu,
tumhare adhar ko chumu,
tumhari yoni ko hothon mei
bhar kar prem ke
ras ka anantar mai paan karun,
fir prem may sab kuch bhula kar,
aag may khud ko jala kar mei
ling apna prem se yoni mei teri rop doon…
ek hi lay may fir jism hamare dola karen,
aag ki yah taap itni badh chale ki
mai pighal kar fir tumhare jism par yun
bikhar jau
jaise bhor ki kiran bhikharti hai shyam
aakash may!
Dher se chumban tumhare hoton par
Fir chap kar,mai tumhare wakchh par
dhar sheesh apna
Kuch der vishram karun.
A'samay ki shyam varniy raat ko,
Pranay ke is kalah ka taap,
Fir ithlayega,
Aag may fir se tumhe,aur mujhe
Jalaega.
Aag may sath hum fir ho aayenge,
Aur,
Punah sambhog karke aapne aap ko kho payenge!